Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhairavi
HomeBhairavi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka darr hai hai paas tere jis ki amanat usse de de hai paas tere jis ki amanat usse de de nirdhan bhi hai nirdhan bhi hai insaan mohabbat usse de de mohabbat usse de de jis dar pe sabhi ek hain bande ye wo dar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai maayus na ho haar ke taqdir ki baazi pyaara hai wo ghum jisme ho bhagwan bhi raazi dukh dard mille dukh dard mille jisme wohi pyaar amar hai wohi pyaar amar hai ye soch le har baat ki daata ko khabar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai
kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo saans thumti gayee nabz jamti gayee phir bhi badhte kadam ko na rukne diyaa kat gaye sar humaare to kuchh ghum nahin sar himaalay kaa humne na jhukne diyaa marte marte rahaa baankpan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo zindaa rehne ke mausam bahut hain magar jaan dene ki rut roz aati nahin husn aur ishq dono ko ruswaa kare wo jawaani jo khoon mein nahaati nahin aaj dharti bani hai dulhan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo raah qurbaaniyon ki na viraan ho tum sajaate hi rehnaa naye qaafile fateh kaa jashn iss jashn ke baad hai zindagi maut se mil rahi hai galle baandh lo apne sar se kafan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Insaaf Ka Mandir Hai Ye Amar (1954) 03:34 20584
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:34   Song Number : 20584   

Kar Chale Hum Fidaa Haqeeqat (1964) 04:07 20741
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Balraj Sahni, Sanjay Khan
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:07   Song Number : 20741